Amazing mahabharat story
| द्रोणाचार्य को किसने मारा |
2022
द्रोणाचार्य को किसने मारा : Hello doston to kese ho app sabhi log aaj hum apke liye laye hai mahabharat ka ansuna kissa द्रोणाचार्य को किसने मारा . Mahabharat me hmne bhtt se kise dekhe magar द्रोणाचार्य को किसने मारा iska zikar kahi nahi kiya jata hai . maagr aaj hmare is blogpost apko pta chlega ki mahan द्रोणाचार्य को किसने मारा. doston hme apne sansakariti ko kabhi bi piche nahi chorna chiye iiliy hmare is website ka maksad yhi hai ki apni bhartiye sanskariti ko puri duniya k same leke aaye . Doston agar ap ese romanchak kahniyon me dilchasvi rakhte hai to hmare website hidimefeeds.com ko jarur visit karen . Para 5 bhtt intresting .
[ द्रोणाचार्य को किसने मारा ]

GURU DRONACHARYA KI JIVANI.
Guru dronacharya maharshi bhardwaj ke putra the unke anek shishyon me ek shishya ka naam tha agnivishan maharshi agnivisham ne hi apne guru bharadwaj ke putra guru dronachraya ko shiksha di thi or anek aseastron sahit samast sidhiya unhe pradaan ki thi agnivish ke aashram me dron ke sath-sath panchal-naresh ke putra rajkumar drupad bhi shiksha prapt kar rhe the un dino panchal-naraesh ke putra drupad or drone me gahari mitrata thi or akshar drupad drone se kah dete the jb ve panchalnaresh ban jayege jb unhe sara raaj-pat mil jayega tb ve aadha raaj guru drone ko de denge aashram se shikhsa samapt hone ke baad apne pita ke kahne par guru drone ne kripachal ki bhen kripali se vivah kr liya

GURU DRONACHARYA OR DURPAD KI MITRATA BANI SHATRUTA.
guru drone or drupad ke sath shiksha prapt kr rhe the ussi bich dono me gehri mitrata ho gai or ve itne ache mitra bane ke ek din drupad ne dronachraya se kaha ki jb mai raja bnuga tb tum द्रोणाचार्य को किसने मारा mere sath rahna or mera raaj sampati or sukh par tumhara bhi mere saman adhikar hoga yah baat sun kar dronacharya khush ho gye samaye bita gya or kuch samaye baad raja prishachary ki mirtu ke baad drupad panchal desh ke raja bane or rajya ke karyo me best ho gye wahi dusri trf dronachraya apne pita ke aashram me rah kar tapasya krne lge or unka vivah kripacharya ki bhen kripali se hua or unka ek beta hua jiska naam tha ashothama ek din ek din ashothama dudh ke liye rone lga to unki patni ne unhe raja drupad ke pass jaa kar madad mangne ka sujhao diya drone ne drupad se ja kar kaha ki mai tumhare bachpan ka mitra hu yeh sun kar raja drupad ne drone ka apmaan krte huye unka mitra hone se inkar kar diya or kahte hai ki ek raja or ek sadharan bhamvan kvi mitra nii ho sakte raja ki garibo se koi dosti nii ho sakti drupad ki yeh baat drone ko buri lagi or ve waha se apmanit ho kar hastinapur aa jate hai waha rahte hai ve ek din duryudhan or anya rajkumaro ko gend khelte huye dekhte hai khelte-khelte unki gend ek ghare kuye me gir jati hai tb unhone rajkumaro se kaha ki mai tumhari gend nikal deta hu badle me tum mere liye bhojan ka prabandh karo dronacharya ne kuye me se gend nikal diya yeh gatna jb rajkumaro ne pitama bhisham ko batai toh ve samjh gye ki ye drone hi hai pitama bhisham ne dronachraya ko aadar purwak hastinapur bulaya or unhe kaurav or pandavon ko astra vidhya sikhane ke liye guru bna diya jb kaurav or pandav ki shikha puri ho gai or guru dakhina ka wqt aaya toh drone ne raj kumaro se kha ki tum panchal desh ke raja ko mere pass bandi bna kar le aao tb kaurav asafal rahe pr pandav safal huye arjun drupad ko bandi bna kar le aaye or tb drone ka badla pura huya.
द्रोणाचार्य को किसने मारा in hindi
द्रोणाचार्य को किसने मारा by hindimefeeds.com
best mahabharat story द्रोणाचार्य को किसने मारा

GURU DRONE NE EKLAVYA KO SHIKSHA KYU NIHI DII.
guru drone ke eklavya ko shiksha na dene ke piche 2 karan hai phela raajnatik or dusra arthik subse phele hum baat krte hai arthik karan ki bhism se milne se phele guru drone bhtt garib the unke pass ashothama ko pilane ke liye dudh bhi nii tha jb unko bhishm ke dowara guru rajkumaro ko shiksha dene ke atyukt diya gya to unka dharm hastinapur rajaya ke pratik samrpit rahne ka tha kyuki unhe apni vidhya dene ke arth me bhisham se mila tha ab dusra karan eklavya nishad raj hirnye dhanu ka putra tha nishad magadh ke chandra vanshi vhatriye raja jarasandh jo ki kansh ka sasur tha uske prati samarpit the or eklavya ke pita bhi ussi ke sena ke uche pad par ashin the magadhrajaye hastinapur ke satru rajya tha us samaye nishadh ki rajdhani sangh virpur rajaye ke shakti magadh hastinapur mathura chandi or chandari aadi bde rajyo ke samanye thi ab agar drone satru raaj ke nishad raaj ke putra ko yudh kala ka shiksha de dete toh yeh jaan kar bhisham ko arodh aa jata or unhe rajaye droh kr aarop me drore ko apne pad se hata kar rajaye se bhiskar kar diya jata ya fr drone ko mritu dand mil jata .
Also read !
Allauddin Khilji ka haram.
MAHABHARATA LOVE STORY.
Maharana Pratap Yudh.

DRONACHRAYA KI MRITYU
Guru drone hastinapur ke rajaye sighsan ke prati bhtt hi wafadar the or us samaye raaj singhsan pr druyoudhan the or isly unhe rajaya ka sath dena pada or issi ke karan unhe kaurav ke trf se yudh ladna pada tha or pandav ke khilaf ladna pada tha jyse se youdh suru hua guru dronachraye ne yudh me haha kar machana suru kar diya pandav ki kai sena ki tukdiya mari gai dronacharya ko rokna pandav ke liye namumkin sa dikhai de rha tha yudh me pandav ka manobal tutta dekh shri krishna ne ek chal chali unhone bhim ko kaurav sena ka ek hathi jiska naam tha ashothama tha usse marwa diya or pure yudhbhumi me ye khabar faila dii ki ashothama mara gya hai jb yeh khabar guru dronacharya ko mili toh unho ne isbaat ki pusti dhram raaj yudhishthir se ki or unse pucha yudhishthir mujhe batao ki kya sch m mera putra mara gya hai yudhishthir kvi bhi juth nii bolte or jab unho ne guru dronacharya ko utar diya ki gurudev ashothama mara gya hai lakin hathi na ki apke putra tabhi shri krishan ne achank se sankh-nath kr diya jise guru dronacharya sahi se sun nii paye or ussi samaye apne sastra chod bhumi par gir gye or issi muke ka fayada raja drupad ke putra dust dune ne uthaya or dronacharya ka srr dhad se alag kar diya .
द्रोणाचार्य को किसने मारा 2022
द्रोणाचार्य को किसने मारा in hindi 2022
द्रोणाचार्य को किसने मारा story
Thank You.
Doston aap sabhi ka bhtt dhanywaad hmare द्रोणाचार्य को किसने मारा blogpost ko pahne ke liye . doston comment jrur kare apke comment se hamara hausla badhta hai . Hm apke liye ese hi majedar or dhuwadar kahaniya and news laate rehege .
( hindimefeeds.com sigining off…… )
धृष्टद्युम्न को किसने मारा,गुरु द्रोणाचार्य का वध महाभारत,धृष्टद्युम्न कौन था,Who killed Dronacharya,Dhrishtadyumna,द्रोणाचार्य का इतिहास,अर्जुन ने द्रौपदी स्वयंवर की शर्त कैसे पूरी की,